Income Tax Calculator

Tax Year 2026-27 · Finance Act 2026

Income Tax Calculator

Salary par income tax — monthly aur annual. Tax Year 2026-27 ke gazette-verified slabs se. Ye free calculator hai; filing service alag cheez hai.

Salary

Annual taxable income = monthly salary × 12 + other income. Calculator taxable income par tax nikalta hai — agar aap ki salary se koi exempt allowance ya deduction banta hai to woh yahan shaamil nahi; taxable income woh raqam hai jo tax ke liye gin-ti hai.

Note

Salaried persons par surcharge khatam kar diya gaya hai (TY 2026-27). Ye aik estimate hai — aap ka aakhri tax FBR ke return aur employer ke deduction ke mutabiq hoga.